Depression se bahar kaise aaye - Using CBT techniques Copy
Contact us

Dr. Praveen Tripathi [MBBS MD-Psychiatrist]

Depression Se Bahar Aayen

 Is course mein Negative vichar kyun aate hain, inko kaise pehchane aur Negative vicharon ko theek kaise karein ise detail mein sikhaya gaya hai.

Yeh course patients ko mansik pareshani se bahar aane ke liye banaya gya hai

⚈ Course validity - 3 months

⚈ Language - हिंदी

Kya aap hamesha udaas rehte hain aur aur kuch karne ka man nahi karta?


Kya aap theek se focus nahi kar paate aur isse professional life khrab ho rahi hai?

Kya apka kisi cheez me man nahi lagta aur kuch bhi accha nahi lagta hai?

Kya apko aksar negative vichar aate hain aur khud ko useless feel karte hain?

Agar haan to ye apko depression ki samasya ho sakti hai. Negative thoughts ko control karna seekhen, CBT course ko join karke ek swasth shareer aur mann ki taraf pehla kadam uthayein


Negative automatic thoughts ka apke mood / behaviour par kya asar padta hai?

⚈ Bachpan ki ghatnayein aur depression ka kya sambandh hai?

⚈ Depression kya hai aur ise kaise theek kar sakte hain?



⚈ Behavioural activation aur Relaxation exercises kaise ki jaati hain?

Depression kyon aur kaise develop hota hai?

⚈ Negative automatic thoughts ko kaise pehchane aur challenge karein?

Syllabus